Matrikala ki rah me aksar stri ko garbhvyastha k doraan kie prakaar ki samasyaoo ka saamna karna padta hai.Us k komal man me tarah tarah k sawal uthtay rhtay hai. Prastutu pustak me lekhika ne garbh vyavastha k doraan prastuti k vajan me vridhi,santulit aahaar, vitamins,aavashchak sharirik jaanch, sharirik parivartantatha prasv k poorn hone wali pareshaniya ki pariyaapt jaankari ho to yakinan prasvkaal tanapoorn hone ki apeksha aasan ban sakta hai. Pustak me prasv k upraant vajan ko kam karne sambandhit aavshyak tatha sharirik roop se adhki chusth dusth rh sakti hai. Matrikala pustak ki pramukh visheshtai-garbhvastha me lakshano ki jaankari, garbhvastha k doraan prasuti ki dekhbhal/khanpaan, yogasan va vyayaam, garbhvastha ki samasyai evam us k saral smadhaan, kuch anjaane prashno ke saral uttar,stanpaan,shishu, me hone valay rog va us k upchaar, garbhvastha se juday methak.(A woman faces lots of problems during pregnancy.Various questions arise in her gentle mind.) #v&spublishers